|
|
| [ More Alka Yagnik lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Alka Yagnik
Lyrics for Song: Saajan Tumse Pyar Ki Ladaayi
Lyrics for Album: Maine Pyaar Kyun Kiya
Director: Himesh Reshammiya
Lyricist: Sameer
Singers: Alka Yagnik, Udit Narayan
Saajan tumse pyaar ki laraayi mein.... (2)
Toot gayi choodiyaan kalaayi mein, kalaayi mein
Toot gayi choodiyaan kalaayi mein..... (2)
Jaanam tumse pyaar ki laraayi mein...... (2)
Jaaga main akela rajaayi mein, rajaayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein.... (2)
Pal pal har pal teri lagan
Teri ada ne le gayi man
Gore gore haathon pe mehndi ka rang
Us pe yeh sharmaane ka dhang.... (2)
Haan main sharmaayi pyaar ki laraayi mein
Toot gayi choodiyaan kalaayi mein, kalaayi mein
Toot gayi choodiyaan kalaayi mein.... (2)
Bechaini tadpaati rahi
Chaandni dil dhadkaati rahi
Seene pe bijli si chali
Karwat leke raat dhali.... (2)
Neendiya na aayi pyaar ki laraayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein, rajaayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein..... (2)
Jaanam tumse pyaar ki laraayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein, rajaayi mein
Jaaga main akela rajaayi mein..... (2)
Toot gayi choodiyaan kalaayi mein..... (2)
|
|
| Album Lyrics: Maine Pyaar Kyun Kiya |
 Alka Yagnik
"Maine Pyaar Kyun Kiya"
|
| | | |
|