|
[ More Alka Yagnik lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Alka Yagnik
Lyrics for Song: Mera Mann Kyon Tumhe Chaahe
Lyrics for Album: Mann
33408>Director: Sanjeev Darshan Lyricist: Sameer Singers: Alka Yagnik, Udit Narayan
(Mera mann kyon tumhein chaahe… mera mann Na jaane jud gaya kaise… ye bandhan) - 2 Kaisi ye deewangi kaisa ye deewanapan… Mera mann kyon tumhein chaahe… mera mann
Main deewani ban gayi tumne aisa kiya Meri neendein lootili chein bhi mera liya Mera dil meri jaan ho Tum abhi nadaan ho Ishq se anjaan ho Mera mann kyon tumhein chaahe… mera mann
Pyaar kehte hain kisey hota hai ye dard kya Aaj pehli baar ye maine jaana dilruba Jaagi jaagi so gayi kis jahan mein kho gayi Kya se kya main ho gayi
Mera mann kyon tumhein chaahe… mera mann Na jaane jud gaya kaise ye bandhan Kaisi ye deewangi kaisa ye deewanapan Mera mann kyon tumhein chaahe… mera mann Mera mann Ho mera mann…
33408> |
| |
|