|
|
| [ More Lata Mangeshkar lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Lata Mangeshkar
Lyrics for Song: Mera Pardesi Na Aaya
Lyrics for Album: Mere Humsafar
Director: Kalyanji Anandji
Lyricist: Gulshan Bawra
Singers: Lata Mangeshkar
Mera pardesi na aaya -- (2)
Sabke mann ke meet mile hai
Baaghon mein phirse phool khile hai
Mera mann murjhaya
Mera pardesi na aaya...
[Saawan barsa yun mann tarsa
Main ji bharke roii - (2)
Jisne dekha paagal samjha yeh na samjha koi
Mera pardesi na koi...
[Yaad mein kisni jaane zulmi
Bhool gaya birhann ko]-- (2)
Raah mein jaane kis sautan ne
Rok liya saajan ko
Mera pardesi na aaya..
[Saanjh sakaare yeh keh keh ke
Chede duniya saari]-- (2)
Woh aati hai, woh jaati hai
Ek birha ka bhaari
Mera pardesi na aaya.. -- (2)
Sabke mann ke meet mile hai
Mera pardesi na aaya....
|
| |
|