|
|
| [ More Alka Yagnik lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Alka Yagnik
Lyrics for Song: Ek Ladki Ki Tumhe
Lyrics for Album: Mere Yaar Ki Shaadi Hai
Director: Pritam Chakraborty, Jeet Ganguly
Lyricist: Javed Akhtar
Singers: Alka Yagnik, Udit Narayan
Ek Ladki Ki Tumhe Kya Sunaao Daastaan - (2)
Woh Pagli Hai Sab Se Juda
Har Pal Nayi Uski Ada
Phool Barse Log Tarse Jaaye Woh Ladki Jahan
Ek Ladki Ki Tumhe Kya Sunaao Daastaan - (2)
Woh Pagli Hai Sab Se Juda
Har Pal Nayi Uski Ada
Phool Barse Log Tarse Jaaye Woh Ladki Jahan
Ek Ladki Ki Tumhe Kya Sunaao Daastaan - (2)
Hai Khafa To Khafa Phir Khud Hi Woh Maan Bhi Jaati Hai
Laati Hai Hoton Pe Muskaan Woh
Chup Hai To Chup Hai Woh
Phir Khud Hi Woh Gun Gunaati Hai
Gaati Hai Meethi Meethi Gyan Woh
Kaise Kahoon Kaisi Hai Woh Bas Apne Hi Jaisi Hai Woh
Phool Barse Log Tarse Jaaye Woh Ladki Jahan
Ek Ladki Ki Tumhe Kya Sunaao Daastaan - (2)
Aaj Kal Har Woh Pal Beeta Jo Tha Uske Saath Mein
Kya Kahoon Khwaabon Mein Aata Hai Kyon
Yaad Jo Aaye To Use Bichadne Ki Woh Gadi
Kya Kahoon Dil Toot Sa Jaata Hai Kyon
Ab Main Kahin Woh Hai Kahin Par Hai Aye Hum Nasheen
Phool Barse Log Tarse Jaaye Woh Ladki Jahan
Ek Ladki Ki Tumhe Kya Sunaao Daastaan - (2)
Woh Pagli Hai Sab Se Juda
Har Pal Nayi Uski Ada
Phool Barse Log Tarse Jaaye Woh Ladki Jahan
Ek Ladki Ki Tumhe Kya Sunaao Daastaan - (2)
|
|
| Album Lyrics: Mere Yaar Ki Shaadi Hai |
 Alka Yagnik
"Mere Yaar Ki Shaadi Hai"
|
| | | |
|