\"Lyrics
SEARCH HERE:
BROWSE 409412 LYRICS BY ARTIST/BAND NAME:
#A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
SITE MENU
Last Updates
Request Lyrics
Submit / Correct
Popularity Charts
VISITORS
Login / Register
Your Thoughts
My Playlists
[ More Lata Mangeshkar lyrics ]
add to playlist     see a mistake?    comment

Artist/Band: Lata Mangeshkar
Lyrics for Song: Pyar Kiya To Darna Kya
Lyrics for Album: Mughal-E-Azam



Director: Naushad
Lyricist: Shakeel Badayuni
Singers: Lata Mangeshkar


Lata:
Insaan kisee se duniyaan mein
Ek baar mohabbat karataa hai
Is dard ko lekar jiitaa hai
Is dard ko lekar marataa hai

Pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Pyaar kiyaa koi chori nahin ki
Pyaar kiyaa.....
Pyaar kiyaa koi chori nahin ki
Chhuup chhuup aahe bharnaa kyaa
Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa

[Aaj kahenge dil kaa fasaanaa
 Jaan bhee le le chaahe zamaanaa]-- (2)
Maut wahii jo duniyaan dekhe -- (2)
Ghunt ghunt kar yu marnaa kyaa
Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa

[Unki tamannaa dil mein rahegii
 Shammaa ise mahafil mein rahegii]-- (2)
Ishq mein jiinaa ishq mein marna -- (2)
Aaur humein ab karnaa kyaa
Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa

Chhuup naa sakegaa ishq hamaaraa
Chaaro taraf hain unkaa nazaaraa

Chorus:
Aaaaaaaaaaaaaahaaaaaaaaaaaaaaa
Chhuup naa sakegaa ishq hamaaraa
Chaaro taraf hain unkaa nazaaraa

Lata:
Pardaa nahin jab koi khudaa se -- (2)
Bando se pardaa karnaa kyaa
Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa

Chorus:
Pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa

Lata:
Pyaar kiyaa koi chori nahin ki
Chhuup chhuup aahe bharnaa kyaa
Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa



Album Lyrics: Mughal-E-Azam


Lata Mangeshkar
"Mughal-E-Azam"


1. Pyar Kiya To Darna Kya
2. Mohabbat Ki Jhooti Kahaani
3. Aye Ishq yeh Sab Duniya Waale
4. Bekas Pe Karam
5. Mohe Panghat Pe Nandlaal
6. Teri Mehfil Mein Kismat
7. Jab Raat Hai Aisi Matwaali
8. Yeh Zindagi Usi Ki Hai