\"Lyrics
SEARCH HERE:
BROWSE 409412 LYRICS BY ARTIST/BAND NAME:
#A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
SITE MENU
Last Updates
Request Lyrics
Submit / Correct
Popularity Charts
VISITORS
Login / Register
Your Thoughts
My Playlists
[ More Alka Yagnik lyrics ]
add to playlist     see a mistake?    comment

Artist/Band: Alka Yagnik
Lyrics for Song: Aaja Soniye
Lyrics for Album: Mujhse Shaadi Karoge



Director: Sajid-Wajid
Lyricist: Jalees Sherwani
Singers: Alka Yagnik, Sonu Nigam


Sonu:
Dil maangta hai dil dil dil maangta hai
Dil maangta hai dildaar soniye tu aaja soniye
Pyaar ka kar le kar le kar le kar le
Pyaar ka kar le qaraar soniye tu aaja soniye

Alka Yagnik:
Main bhi beqaraar hoon, tu bhi beqaraar hai
Tera intezaar hai, tera intezaar hai

Sonu:
O pyaar ka kar le kar le kar le kar le
Pyaar ka kar le qaraar soniye tu aaja soniye
Dil maangta hai dil dil dil maangta hai
Dil maangta hai dildaar soniye tu aaja soniye
Jalwa tera jalwa jaise toofaan hai jaana
Arre jalwa tera jalwa jaise toofaan hai jaana

Alka Yagnik:
Chehra tera chehra meri pehchaan hai jaana

Sonu:
Ankhiyon se ankhiyaan lada le
Meri ankhiyon se ankhiyaan lada le

Alka Yagnik:
Mujhko tu apna bana le, mujhko tu apna bana le

Sonu:
O pyaar ka kar le kar le kar le kar le
Pyaar ka kar le qaraar soniye tu aaja soniye
O dil maangta hai dil dil dil maangta hai
Dil maangta hai dildaar soniye tu aaja soniye
Mujhpe haan mujhpe kuch to ehsaan hai tera
Arre mujhpe haan mujhpe kuch to ehsaan hai tera

Alka Yagnik:
Sapna mera sapna tu hi armaan hai mera

Sonu:
Likh de prem kahaani o rani
Likh de prem kahaani

Alka Yagnik:
Kar de prem deewaani o jaani
Kar de prem deewaani

Sonu:
O pyaar ka kar le kar le kar le kar le
Pyaar ka kar le qaraar soniye tu aaja soniye
O dil maangta hai dil dil dil maangta hai
Dil maangta hai dildaar soniye tu aaja soniye
O pyaar ka kar le kar le kar le kar le
Pyaar ka kar le qaraar soniye tu aaja soniye
[Aaja soniye, aaja soniye
 Hoye aaja soniye, soniye soniye aaja soniye] - (2)



Album Lyrics: Mujhse Shaadi Karoge


Alka Yagnik
"Mujhse Shaadi Karoge"


1. Laal Dupatta Udd gaya Re
2. Aaja Soniye
3. Rab Kare Tujhko Bhi Mohabbat