|
|
| [ More Alka Yagnik lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Alka Yagnik
Lyrics for Song: Rab Kare Tujhko Bhi Mohabbat
Lyrics for Album: Mujhse Shaadi Karoge
Director: Sajid-Wajid
Lyricist: Jalees Sherwani
Singers: Alka Yagnik, Udit Narayan
Alka Yagnik:
Ho oh oh oh oh, ho oh oh oh oh
Oh oh ho ho, ho oh oh oh oh
Udit Narayan:
O, tera dil bhi jaana beqaraar ho jaaye
Tera dil bhi jaana beqaraar ho jaaye
Rab kare tujhko bhi pyaar ho jaaye - (2)
Alka Yagnik:
O, mera dil bhi tera talabgaar ho jaaye
Mera dil bhi tera talabgaar ho jaaye
Rab kare mujhko bhi pyaar ho jaaye - (2)
La la la la la la la
Udit Narayan:
Hey hey hey, ho ho ho
Tu ada hai tu mohabbat, tu hi mera pyaar hai
Mar mita hoon mar mita hoon
Haan mujhe ikraar hai
Alka Yagnik:
Jaanti hoon hai sharaarat yeh jo tera pyaar hai
Kya karoon main kya karoon main
Dil ko to inkaar hai
Udit Narayan:
O, tere dil pe mera ikhtiyaar ho jaaye
Tere dil pe mera ikhtiyaar ho jaaye
Rab kare tujhko bhi pyaar ho jaaye - (2)
Alka Yagnik:
Main haseena naazneena, har taraf yeh shor hai
Tu deewaana ban gaya hai
Dil pe kis ka zor hai
Udit Narayan:
Main deewaana kam nahin hoon, haarkar na jaaoonga
Dil churaane aa gaya hoon
Dil chura le jaaoonga
Alka Yagnik:
Tere dil pe mujhko aitbaar ho jaaye - (2)
Rab kare mujhko bhi pyaar ho jaaye - (2)
Udit Narayan:
O, tera dil bhi jaana beqaraar ho jaaye
Tera dil bhi jaana beqaraar ho jaaye
Rab kare tujhko bhi pyaar ho jaaye - (2)
|
|
| Album Lyrics: Mujhse Shaadi Karoge |
 Alka Yagnik
"Mujhse Shaadi Karoge"
|
| | | |
|