|
[ More Shreya Ghoshal lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Shreya Ghoshal
Lyrics for Song: Jatt Yamla
Lyrics for Album: Naksha
20478>Director: Pritam Chakraborty Lyricist: Sameer Singers: Shreya Ghoshal, Sonu Nigam
Main toh hoon bada albela haazaron mein akela Zamana kahe mujhe pagla Kehna kisika na maane yeh kuchh nahi jaane Anaadi mera dil pehla Main tah yaara - (2) deewana thehra jatt yamla Main tah yaara deewana thehra jatt yamla Main toh hoon bada albela haazaron mein akela Zamana kahe mujhe pagla Kehna kisika na maane yeh kuchh nahi jaane Anaadi mera dil pehla Main tah yaara deewana thehra jatt yamla - (2)
Todu na kabhi apni kasmein Vaada jo karu woh nibhaaun Kar loon jo iraada kabhi toh Taaron ko bhi dharti pe laaun Jo sochu jo chahu main pal mein badal doon nazara Main tah yaara - (2) deewana thehra jatt yamla Main tah yaara deewana thehra jatt yamla
Dil bole bole mera dil bole tu hi tu hi tu Saanson se aaye jaaye ab toh teri khushboo Tu hi meri zindagi hai Tu hi meri aashiqui hai Tu hi hai tu hi tu Dil bole bole mera dil bole tu hi tu hi tu O ab na koi duji tamanna Mera hai yahi sirf sapana Laaye rang meri duaaen Chhute na kabhi saath apana Ho main tera tu mera hamesha banega sahara Main tah yaara - (2) deewana thehra jatt yamla Main tah yaara deewana thehra jatt yamla...
20478> |
| |
|