Artist/Band:
Kay Kay
Lyrics for Song: Ishq Mein Ishq Mein
Lyrics for Album: No Entry
Director: Anu Malik
Lyricist: Sameer
Singers: Kay Kay, Sunidhi Chauhan
Ishq mein, ishq mein, ishq mein, ishq mein ---- (5)
Yeh ishq mein kya kho gaya,
Kuch kuch hone laga, kuch toh kho gaya
Janeja nishana hai tera, mera dil deewana hai tera ----- (2)
Tere bina na mane jiya, ishq se janeman, ishq maine kiya
Janeja nishana hai tera, mera dil deewana hai tera
Ishq mein, ishq mein, ishq mein, ishq mein ---- (2)
Mehki mehki mulakaton mein,
Sehme sehme khayalaton mein
Kuch na kuch hai teri baaton mein main gaya kaam se
Khwabon mein is angadayi mein bhikri bhikri tanhayi mein
Main gumshuda hoon shaam se
Pyara hai fasana yeh tera, mera dil deewana hai tera
Janeja nishana hai tera, mera dil deewana hai tera
Ishq mein, ishq mein, ishq mein, ishq mein
Aati hai kabhi kabhi jati hai mujhko kitna tadpati hai
Tanha raaton ko jagati hai tu mujhe aaj kal
Dilbar mera bada pyara hai uski chahaat ne mara hai
Chede tujhe dil toh sambhal
Mera dil deewana hai tera,
Tera dil deewana hai mera
Janeja nishana hai tera, mera dil deewana hai tera
Yeh ishq mein kya kho gaya,
Kuch kuch hone laga kuch toh kho gaya
Janeja nishana hai tera, mera dil deewana hai tera ----- (2)
Ishq mein, ishq mein, ishq mein, ishq mein ----- (2)
|