Artist/Band:
Kumar Sanu
Lyrics for Song: Premi Aashiq Aawara
Lyrics for Album: Phool Aur Kaante
32578>Director: Nadeem-Shravan Lyricist: Sameer, Rani Malik Singers: Kumar Sanu
Premi, aashiq, aawara Paagal, majnu, deewana Mohabbat ne ye naam hamko diye hain Tumhein jo pasand ho, aji farmana Dil jaana Premi, aashiq, aawara
Mehakti jawani, hawa ki rawani Hamein yu na tadpa ke ja Bahaaron ki raani, haseena deewani Na dil aaise dhadaka ke ja Maana hai tu har haseen se haseen Hoga na ham sa bhi dooja kahi Bhanvaraa, chhaliya, harjaai Paagal, majnu, deewana
Are nakharewali, na de hamko gaali Hamein tune jaana nahi Gulaabon ki daali, sharaabon ki pyaali Hamein yu jalana nahi O jaan-e-jaana akadti hai kyon Dil waalo pe yu bigadti hai kyon Dilbar, anaadi, saudaai Paagal, majnu, deewana
32578> |