Artist/Band:
Shaan
Lyrics for Song: Apni Yadon Ko Chodd Na Jaana
Lyrics for Album: Pyaar Ishq Aur Mohabbat
Director: Viju Shah
Lyricist: Anand Bakshi
Singers: Shaan
Hmmm.... Apni Yadon ko chodd na jaana
Apne vaadon ko tod na jaana..
Jaana mai hoon tera deewana.., deewana
Aashiq pehla purana
Apni yadon ko chodd na jaana
Apne vaadon ko tod na jaana
Jaana mai hoon tera deewana.., deewana
Aashiq pehla purana..
Jaise tune toda mera dil, tera dil tootenga.... (2)
Tere haaton se bhi kisi ka, daaman chootenga
Yaad rakhna, o bekhadar, bekhabar, bewafa
Hmm..., Saari rasmon ko chodd na jaana
Apni kasmon ko tod na jaana....
Jaana mai hoon tera deewana.., deewana
Aashiq pehla purana....
Hmmm... Mere baad ab kisko, barbaad karegi
Mere baad ab kisko, barbaad karegi
Meri tarah tu bhi ek din, faryaad karegi
Yaad rakhna, O beadab, besamajh, beimaan
Hmm...., Haan aise apnon ko chodd na jaana
Mere sapnon ko tod na jaana
Jaana mai hoon tera deewana.., deewana
Aashiq pehla purana...
Apni yaadon ko chodd na jaana
Apne vaadon ko tod na jaana
Jaana mai hoon tera deewana.., deewana
Aashiq pehla purana........
|