|
[ More Purnima lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Purnima
Lyrics for Song: Dharti Hain Pyari Pyari
Lyrics for Album: Pyaar Zindagi Hai
12429>Director: Bali Bhrambhatt Lyricist: Sameer Singers: Purnima, Md.Aziz
--Male-- Dharti Hai Pyaari Pyaari Ambar Hai Pyaara Pyaara Par Sab Se Pyaara Hai Pyaar Hamaara Maange Na Mehn Chaupaare Maangi Na Chaand Sitaare Kaafi Hai Jeene Ko Bas Pyaar Hamaara Pyaar Hai Sajda, Pyaar Hai Pooja Pyaar Hai Saajan Pyaar Hai Karuna, Pyaar Tapasya Pyaar Hai Arpan Pyaar Hai Vaada, Pyaar Vachan Hai Pyaar Hai Bandhan
--CHORUS-- Kaanha Ki Bansi Gaaye, Radha Ki Paayal Baaje Jhoome Re Pyaar Mein Jhoome Vrindaavan Saara
--FEMALE-- Sundar Ek Bhaavna Hai, Mann Ki Aaraadhna Hai Paawan Hai Pyaar Jaise Ganga Ki Dhaara Bin Tulsi Ke Aangan Kaisa Bin Phoolon Ke Gulshan Kaisa Bin Barkha Ke Saawan Kaisa Bin Khushboo Ke Chandan Kaisa Bina Pyaar Dil Soona Soona Bina Pyaar Ke Jeevan Kaisa
--MALE-- Ho, Ho, Ho Ho Ho Ho Pyaar Meet Hai, Pyaar Geet Hai Pyaar Taal Hai, Pyaar Hai Sargam Pyaar Kasak Hai, Pyaar Mahek Hai Pyaar Phool Hai, Pyaar Hai Shabnam Pyaar Sukun Hai, Pyaar Junoon Hai Pyaar Tadap Hai, Pyaar Nasha Hai Pyaar Haya Hai, Pyaar Dua Hai Pyaar Bandagi, Pyaar Khuda Hai Pyaar Zindagi Hai O Ho Ho Pyaar Zindagi Hai
12429> |
|
Album Lyrics: Pyaar Zindagi Hai |
 Purnima
"Pyaar Zindagi Hai"
|
| | | |
|