|
|
| [ More Udit Narayan lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Udit Narayan
Lyrics for Song: Aashiq Hoon Main
Lyrics for Album: Pyar To Hona Hi Tha
Director: Jatin-Lalit
Lyricist: Sameer
Singers: Udit Narayan, Asha Bhosle
[Ashiq Hoon Main Jaanejigar
Mujhe Dekhle Bas Ek Nazar]-- (2)
Bahaaron Ka Samaa Hai
Humara Dil Jawaan Hai
Ye Paris Zamaana Jale To Jale
[Ashiq Hoon Main Jaanejigar
Mujhe Dekhle Bas Ek Nazar]-- (2)
Bahaaron Ka Samaa Hai
Humara Dil Jawaan Hai
Ye Paris Zamaana Jale To Jale
Ashiq Hoon Main Jaanejigar
Mujhpe Apne Husn Ki Bijli Na Gira
Aa Chehre Pe Daal Doon Zulfon Ki Ghata
Khwaabon Ki Hoor Hai Tu
Kyon Mujhse Door Hai Tu
Hey Khushbu Ki Raahon Mein
Aa Meri Baahon Mein
Main Seene Se Laga Loon Khayaalon Mein Basa Loon
Ye Paris Zamaana Jale To Jale
Mere Saamne Mehboob Hai Mausam Jawaan Kya Khoob Hai
Vopaka Afsaana Likenge Jaanejaana
Ye Paris Zamaana Jale To Jale
Haan Haan Jaanejigar
Ab Na Hoga Kam Kabhi Ulfat Ka Nasha
Karti Hai Paagal Mujhe Teri Har Ada
Itna Hi Kehna Hai
Palkhon Mein Rehna Hai
Ek Lamha Ek Bhi Din
Jeena Kya Tere Bin
Ye Meri Zindagani Hai Teri Hi Kahaani
Ye Paris Zamaana Jale To Jale
Kuchh Tum Kaho Kuchh Main Kahoon
Aisi Hi Kyon Doori Sahoon
Nigaahon Mein Basaoon Main Teri Ban Jaoon
Ye Paris Zamaana Jale To Jale
[Ashiq Hoon Main Jaanejigar
Mujhe Dekhle Bas Ek Nazar]-- (2)
Bahaaron Ka Samaa Hai
Humara Dil Jawaan Hai
Ye Paris Zamaana Jale To Jale
Jale To Jale
Ye Paris Zamaana Jale To Jale
|
|
| Album Lyrics: Pyar To Hona Hi Tha |
 Udit Narayan
"Pyar To Hona Hi Tha"
|
| | | |
|