|
|
| [ More Lucky Ali lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Lucky Ali
Lyrics for Song: Jaana Hai Jaana Hai
Lyrics for Album: Pyar Tune Kya Kiya
Director: Sandeep Chowta
Lyricist: Nitin Raikwar
Singers: Lucky Ali
[Jaana hain jaana hain,
Chalte hi jaana hain
Na koi apna hain na koi thikana hain
Sab raaste naraaz hain
Manzil ki aahato se raahi begaana hain]--- (2)
Jaana hain jaana hain
Kya kabhi sahil bhi
Toofan mein behtey hain
Sab yaha asaan hain
Hausle kehte hain
Sholo pe kaanto pe
Haske chal sakte hain
Apni takdeero ko
Hum badal sakte hain
Bigde halato mein
Dil ko samjhana hain
Jaana hain jaana hain
Chalte hi jaana hain
Khwaabon ki duniya mein
Yaadon ke reyley mein
Aadmi tanha hain
Bhid mein mele mein
Zindagi mein bhi
Aaisa mode bhi aata hain
Paav ruk jaate hain
Waqt tham jaata hain
Aaise mein toh mushkil
Aage badh pana hain
Jaana hain jaana hain
Chalte hi jaana hain
Na koi apna hain na koi thikana hain
Sab raaste naraaz hain
Manzil ki aahato se raahi begaana hain
Jaana hain jaana hain
Chalte hi jaana hain
|
|
| Album Lyrics: Pyar Tune Kya Kiya |
 Lucky Ali
"Pyar Tune Kya Kiya"
|
| | | |
|