|
|
| [ More Sunidhi Chauhan lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Sunidhi Chauhan
Lyrics for Song: Rabba De De Deewani
Lyrics for Album: Pyare Mohan
Director: Anu Malik
Lyricist: Sameer
Singers: Sunidhi Chauhan
[I wanna live forever ever
I wanna die never never]-- (2)
Diamonds ferrari you want this
No sorry kuchh bhi na chahiye
[Rabba de de jawani
Dekar na le jawani]-- (2)
Isi umar mein usi umar mein
Banti hain banti hain prem kahani
[Rabba de de jawani
Dekar na le jawani]--- (2)
Thodi si masti thodi bechaini
Thoda nasha hain
Hota hain kya kya iss bekhudi mein
Kisko pata hain
Dil ki gali mein milte deewane
Hoti hain baaten
Pal pal machalke karvat badal ke
Katti hai raaten
Isi umar mein usi umar mein
Banti hain banti hain prem kahani
[Rabba de de jawani
Dekar na le jawani]-- (2)
Jismein nahi ho chahat ki nagmein
Kyon mosti hain
Socho ji socho na hai jawani
Toh kya zindagi hain
Jab tak hain chanda jab tak sitaaren
Jab yeh jaan hain
Kehti hai dhadkan kehti hai saansen
Rehna jawaan hain
Isi umar mein usi umar mein
Banti hain banti hain prem kahani
[Rabba de de jawani
Dekar na le jawani]-- (2)
Isi umar mein usi umar mein
Banti hain banti hain prem kahani
[Rabba de de jawani
Dekar na le jawani...]-- (2)
|
| |
|