| Artist/Band: 
Nazia Hassan Lyrics for Song: Laila Main Laila
 Lyrics for Album: Qurbani
 
 
 
 23879>Director: Kalyanji-Anandji, Biddu
 Lyricist: Indivar
 Singers: Nazia Hassan
 
 
 --FEMALE--
 [Laila Main Laila, Aisi Hoon Laila
 Har Koi Chaahe Mujhse Milna Akela]- (2)
 Jisko Bhi Dekhoon Duniya Bhula Doon
 Majnu Bana Doon Aisi Main Laila
 
 --MALE--
 Laila O Laila Laila, Aisi Tu Laila
 Har Koi Chaahe Tujhse Milna Akela
 
 --FEMALE--
 O Mohabbat Ka Jisko Tareeqa Na Aaya
 Usse Zindagi Ka Saleeka Na Aaya
 Raahe Vafa Mein Jaan Par Jo Khela
 Uske Liye Hai Yeh Haseenon Ka Mela
 Laila Main Laila, Aisi Hoon Laila
 Har Koi Chaahe Mujhse Milna Akela
 
 --MALE--
 O Laila, A Ha, A Ha, A Ha
 Gullu Gullu, Gullu Gullu - (2)
 
 --FEMALE--
 Mujhe Dekhkar Jo Na Dekhe Kisi Ko
 Mere Vaaste Jo Mita De Khudi Ko
 Ussi Deewaane Ki Banoongi Main Laila
 Usse Pyaar Doongi Main Pehla Pehla
 Laila Main Laila, Aisi Hoon Laila
 Har Koi Chaahe Mujhse Milna Akela
 
 --MALE--
 Laila O Laila Laila, Aisi Tu Laila
 Har Koi Chaahe Tujhse Milna Akela
 
 --CHORUS--
 Laila O Laila Laila, Aisi Tu Laila
 Har Koi Chaahe Tujhse Milna Akela
 
 --MALE--
 (Oh Laila, Oh Laila)
 
 --CHORUS--
 La La La La La, La La La La La - (2)
 
 23879>
 |