|
|
| [ More Himesh Reshammiya lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Himesh Reshammiya
Lyrics for Song: Aamin Aamin Aamin Aamin
Lyrics for Album: Red
Director: Himesh Reshammiya
Lyricist: Sameer
Singers: Himesh Reshammiya
Aamin aamin aamin aamin -- (2)
Meri khaayish tu, mera sajada tu -- (2)
Tere ishq ko paau aye naazneen
Aamin aamin aamin aamin --- (2)
Meri khaayish tu, mera sajada tu
Tere ishq ko paau aye naazneen
Aamin aamin aamin aamin -- (2)
Tu hi meri yaadon ka taram
Tu hi meri jaan hain
Tu hi meri chaahato ki bandish
Tu hi armaan hain
Tere bina ek pal na guzre
Tujhpe dil kurbaan hain
Meri khaayish tu, mera sajda tu
Tere ishq ko paau aye naazneen
Aamin aamin aamin aamin --- (2)
Bechain dil ki ummidon ka
Tujhpe hi daaromadaar???
Teri kashish tera ishq mere
Zehnojiyaan pe sawaar
Mere khayaalon ne raat aur din
Chaaha tujhe beshumaar
Meri khaayish tu, mera sajda tu
Tere ishq ko paau aye naazneen
Aamin aamin aamin aamin --- (6)
|
| |
|