|
[ More Alka Yagnik lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Alka Yagnik
Lyrics for Song: Ho Aisa Lagta Hai
Lyrics for Album: Refugee
28378>Director: Anu Malik Lyricist: Javed Akhtar Singers: Alka Yagnik, Sonu Nigam
Ho.., aisa lagta hai, jo na hua hone ko hai Aisa lagta hai ab dil mera khone ko hai Varna dil kyon dhadakta Saansein kyon rukti Mere neendein kyon ud jaati
Aisa lagta hai jo na hua hone ko hai Aisa lagta hai ab dil mera khone ko hai Varna dil kyon dhadakta Saansein kyon rukti Mere neendein kyon ud jaati
Ho aisa lagta hai jo na hua hone ko hai
Koi chehra nigaahon pe chhaane laga Koi ab roz aankhon mein aane laga Aayi rut jo nayi jaage armaan kai Mausam koi ghazal jaise gaane laga Oh aisa lagta hai jaise nasha hone ko hai Aisa lagta hai hosh mera khone ko hai Varna dil kyon dhadakta Saansein kyon rukti Mere neendein kyon ud jaati
Ho aisa lagta hai jo na hua hone ko hai
Mehki mehki fiza ne li angdaaiyaan Neeli neeli hai baadal ki parchhaaiyaan Thandi thandi hava laayi raag naye Goonji goonji si hai jaise shehnaaiyaan Ho aisa lagta hai koi mera hone ko hai Aisa lagta hai har faasla khone ko hai Varna dil kyon dhadakta Saansein kyon rukti Mere neendein kyon ud jaati
Ho aisa lagta hai jo na hua hone ko hai Aisa lagta hai ab dil mera khone ko hai Varna dil kyon dhadakta Saansein kyon rukti Mere neendein kyon ud jaati.
28378> |
| |
|