|
|
| [ More Alka Yagnik lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Alka Yagnik
Lyrics for Song: Taal Pe Jab Yeh Zindagani Chali
Lyrics for Album: Refugee
Director: Anu Malik
Lyricist: Javed Akhtar
Singers: Alka Yagnik, Sonu Nigam
Taal pe jab ye zindagaani chali
Ho, taal pe jab ye zindagaani chali
Hum hain deewane
Hum hain deewane ye kahaani chali
Ho ho ho.. aa aa aa...
Taal pe jab ye zindagaani chali
Ho, taal pe jab ye zindagaani chali
Hum hain deewane ye kahaani chali
ho ho ho.. aa aa aa...
[Teri nazar ki dhoop hai jisne mujhko roop diya
Nikhar gayi hoon sanwar gayi hoon jabse pyaar kiya]--- (2)
Sach to ye hai sanam
Hai ye tere karam
Hosh saara ganwaake deewaani chali
Taal pe jab ye zindagaani chali
Ho taal pe jab ye zindagaani chali
Hum hain deewane ye kahaani chali
ho ho ho.. aa aa aa...
[Sach kehta hoon main jabse thaama hai ye aanchal
Meri duniya mein har pal hai jaise koi halchal]--- (2)
Sapne sajne lage
Saaz bajne lage
Badla mausam hava jo suhaani chali
Taal pe jab ye zindagaani chali
Ho taal pe jab ye zindagaani chali
Hum hain deewane ye kahaani chali
ho ho ho.. aa aa aa.....
|
| |
|