|
|
| [ More Alka Yagnik lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Alka Yagnik
Lyrics for Song: Baabul De Do Dua
Lyrics for Album: Saajan Ka Ghar
Director: Nadeem-Shravan
Lyricist: Pandit Diwakar, Sameer
Singers: Alka Yagnik, Suresh Wadkar
[Baabul De Do Duva Aaj To Pyaar Se - (2)
Ja Rahi Door Main Tere Sansaar Se Tere Sansaar Se]-- (2)
Baabul De Do Duva Aaj To Pyaar Se
Pyaar Se Bol Do Ab To Zid Chhod Do - (2)
Taar Toote Kabhi Aaj To Jod Do - (2)
Jaanu Aashish Dhan Le Tere Dwaar Se Tere Dwaar Se
Baabul Kar Do Vida Aaj To Pyaar Se - (2)
Mere Man Mein Na Koi Hai Shikawa Gila - (2)
Bhaayi Bhagvaan Jaisa Mujhe Hai Mila - (2)
Mera Jeevan Saja Iske Upkaar Se Upkaar Se
Baabul De Do Duva Aaj To Pyaar Se - (2)
Behana Aansu Ke Moti Na Bikharaao Tum - (2)
Ja Ke Saajan Ke Ghar Saare Sukh Paayo Tum
Shubh Suhaagan Raho Gaayo Muskaayo Tum
Jaise Leharaaye Ganga Leharaayo Tum
Shaan Kul Ki Badhe Tere Vyavhaar Se Tere Vyavhaar Se
Baabul Kar Do Vida Aaj To Pyaar Se - (2)
Ja Rahi Door Main Tere Sansaar Se Tere Sansaar Se
Baabul Kar Do Vida Aaj To Pyaar Se - (2) Baabul Kar Do Vida...
|
|
| Album Lyrics: Saajan Ka Ghar |
 Alka Yagnik
"Saajan Ka Ghar"
|
| | | |
|