|
[ More Alka Yagnik lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Alka Yagnik
Lyrics for Song: Humko Hua Hai Pyar
Lyrics for Album: Sainik
35252>Director: Nadeem-Shravan Lyricist: Sameer Singers: Alka Yagnik, Vinod Rathod
Humko hua hai pyaar bataao hum kya karen Ab jeena hua dushvaar bataao hum kya karen Humko hua hai pyaar ...
Humne tumhe dekha sanam dil deewana ho gaya Aankh ladi baat badhi chain kaheen kho gaya Humko mohabbat mein mili itni bekarariyaan Ab to sahi jaayen na kaheen thodi si bhi dooriyaan Are naina hue hain chaar bataao hum kya karen Humko hua hai pyaar ...
Koi yahaan kuch bhi kahe ham nahi maanenge Dard-e-jigar kya hai sanam log nahi jaanenge Saara jahaan bhool gae ham deewanepan mein Humne basaaya hai tumhe dilruba darpan mein Lo humne kiya ikraar bataao hum kya karen Humko hua hai pyaar ...
35252> |
| |
|