|
[ More Alka Yagnik lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Alka Yagnik
Lyrics for Song: Ban Jaaiye Is Dil Ke Mehmaan
Lyrics for Album: Silsilay
20944>Director: Himesh Reshammiya Lyricist: Sameer Singers: Alka Yagnik, Kumar Sanu
Har taraf rawa aapka hi nasha Chu gayi dil ko aapki har ada Ban jaaiye is dil ke mehmaan [Ban jaaiye is dil ke mehmaan, mehmaan ban jaiye Ban jaaiye in saanson ke armaan,armaan ban jaiye]--- (2) Ban jaaiye is dil ke mehmaan, mehmaan ban jaiye
Bheeni bheeni pyaasi rawani rehti hain Palkon main teri kahani rehti hain Qaid nazron main teri tasveer hain Tere lafso ka fasana padhta hu Bas tera hi chehra rozana padhta hu Padhta hu padhta hu Ban jaaiye meri chahat ka nagma, nagma ban jaiye Ban jaaiye is dil ke mehmaan, mehmaan ban jaiye
Teri hi tamanna rago main bhar li hain Zindagi bhi tere hawale kar di hain Chal rahi dhadkan sirf tere liye Ohh khamoshi se teri hi baatein karti hu Teri arzoo mein main jeeti marti hu Jeeti hu marti hu Ban jaaiye meri jazbo ka toofan, toofan ban jaiye Ban jaaiye is dil ke mehmaan, mehmaan ban jaiye Ban jaaiye in saanson ke armaan,armaan ban jaiye Ban jaaiye is dil ke mehmaan, mehmaan ban jaiye
20944> |
| |
|