Artist/Band:
Alka Yagnik
Lyrics for Song: Dilbar Dilbar Dilbar
Lyrics for Album: Sirf Tum
Director: Nadeem-Shravan
Lyricist: Sameer
Singers: Alka Yagnik
Ha ah ha, ha ah ha, ha ah ha......
Dilbar dilbar dilbar, haan dilbar dilbar ---- (2)
Hosh na khabar hai, yeh kaisa asar hai ---- (2)
Tumse milne ke baad dilbar ----- (2)
Dard hai chubhan hai, kya deewanapan hai --- (2)
Tumse milne ke baad dilbar
Haan, tumse milne ke baad dilbar
Dilbar dilbar dilbar, haan dilbar dilbar ---- (2)
Tu mera khwaab hai, tu mere dil ka qaraar --- (2)
Dekh le jaaneman, dekh le bas ek baar
Choom le jism ko, hum nasheen paas aa
Chain kho gaya hai, kuch to ho gaya hai ---- (2)
Tumse milne ke baad dilbar
Haan, tumse milne ke baad dilbar
Dilbar dilbar dilbar, haan dilbar dilbar ---- (2)
Haan haan haan haan, haan haan haan haan ---- (2)
Ishq betaab hai, husn ki maheki bahaar ---- (2)
Dooriya kis liye, kis liye ab intezaar
Tootna hai badan, kya hua kya pataa
Pyaas mein dhali hoon, raat din jali hoon ---- (2)
Tumse milne ke baad dilbar
Haan, tumse milne ke baad dilbar
Hosh na khabar hai, yeh kaisa asar hai --- (2)
Tumse milne ke baad dilbar
Haan, tumse milne ke baad dilbar
Dard hai chubhan hai, kya deewanapan hai --- (2)
Tumse milne ke baad dilbar
Haan, tumse milne ke baad dilbar
|