Artist/Band:
Alka Yagnik
Lyrics for Song: Mehfil Mein Baar Baar
Lyrics for Album: Soldier
Director: Anu Malik
Lyricist: Sameer
Singers: Alka Yagnik, Kumar Sanu
FEMALE:
La la la la, la la la la la la la ------ (2)
MALE:
Hey hey hey hey hey, hey hey hey hey, aa ha
Mehfil mein baar baar, un pe nazar gayi
Hey, mehfil mein baar baar, un pe nazar gayi
Humne bachaayi laakh, phir bhi udhar gayi
Main kya karoon, dil kya kare, main kya karoon
FEMALE:
Mehfil mein baar baar, un pe nazar gayi
Haan, mehfil mein baar baar, un pe nazar gayi
Humne bachaayi laakh, phir bhi udhar gayi
Main kya karoon, dil kya kare, main kya karoon
MALE:
Hey hey hey hey hey, hey hey hey hey, aa ha
Yeh mausam aaya hai dilbar kitne saal mein
Mera dil khoya hai tere hi khayaal mein
FEMALE:
Na to mera dosh hai, na tera qusoor hai
Mujhpe jo chhaaya hai tera yeh suroor hai
MALE:
Aa ha, la la la la, mm hm hm hm
Aayi tu saamne, dhadkan thaher gayi
Hey, aayi tu saamne, dhadkan thaher gayi
Humne bachaayi laakh, phir bhi udhar gayi
FEMALE:
Main kya karoon, dil kya kare, main kya karoon
Soldier soldier, meethi baatein bolkar
Dil tu chura le gaya
MALE:
Soldier soldier, meethi baatein bolkar
Dil tera uda le gaya
FEMALE:
Tanhaai kehti hai, kuch bhi na kehna hai
Baahon mein sona hai, palkon mein rehna hai
MALE:
Saanson ko baandha hai saanson ki dor se
Tode na tootegi duniya ke zor se
FEMALE:
La la, la la la la, la la la la....
Daaman mein tootke, main to bikhar gayi
Haan, daaman mein tootke, main to bikhar gayi
Humne bachaayi laakh, phir bhi udhar gayi
Main kya karoon, dil kya kare, main kya karoon
MALE:
Mehfil mein baar baar, un pe nazar gayi
FEMALE:
Hey, mehfil mein baar baar, un pe nazar gayi
MALE:
Humne bachaayi laakh, phir bhi udhar gayi
FEMALE:
Main kya karoon
MALE:
Dil kya kare
FEMALE:
Main kya karoon
|