Artist/Band:
Alka Yagnik
Lyrics for Song: Mere Dil Jigar Se Guzri Hai
Lyrics for Album: Soldier
Director: Anu Malik
Lyricist: Sameer
Singers: Alka Yagnik, Kumar Sanu
MALE:
(Mere dil jigar se guzri hai
Ek ladki idhar se guzri hai) ---- (2)
Gore gore gaalon waali, kaale kaale baalon waali --- (2)
Baheki baheki chaalon waali, masti solaah saalon waali
Deewaana karke gayi
O rabba ho ho ho, o rabba ho ho ho ---- (2)
FEMALE:
(Mere dil jigar se guzra hai
Ek ladka idhar se guzra hai) ---- (2)
Seedha saadha bhola bhaala, mujhe tadpaane waala --- (2)
Raaton ko jagaane waala, khwaabon ko sajaane waala
Deewaani karke gaya
O rabba ho ho ho, o rabba ho ho ho ----- (2)
MALE:
Haai haai haai teri aankhen, bin kaajal kajraari
FEMALE:
Haai haai haai teri baatein, lagti hai mujhko pyaari
MALE:
Hey, mera chain loota hai, teri in adaaon ne
FEMALE:
Tere khwaab rehte hain, meri in nigaahon mein
MALE:
Abhi abhi aayi ho, ruko zara jaao na
FEMALE:
Koi dekh lega yun, mujhe tum sataao na, na na na na
MALE:
Bachke nazar se guzri hai
Ek ladki idhar se guzri hai
Gore gore gaalon waali, kaale kaale baalon waali ---- (2)
Baheki baheki chaalon waali, masti solaah saalon waali
Deewaana karke gayi
O rabba ho ho ho, o rabba ho ho ho --- (2)
FEMALE:
Kal kal milne waala vaada, dekho tum bhool na jaana
MALE:
Main jo bhool bhi jaaoon, tum mujhe yaad dilaana
FEMALE:
Ho, ghadi do ghadi ki bhi, dooriyaan sataati hai
MALE:
Ho, tujhe raat din meri dhadkanein bulaati hai
FEMALE:
Badi pyaas jaagi hai, badi beqaraari hai
MALE:
Bas teri tamanna hai, teri khumaari hai, haan
FEMALE:
Dekho kidhar se guzra hai
Ek ladka idhar se guzra hai
Seedha saadha bhola bhaala, mujhe tadpaane waala --- (2)
Raaton ko jagaane waala, khwaabon ko sajaane waala
Deewaani karke gaya
O rabba ho ho ho, o rabba ho ho ho ---- (2)
MALE:
Mere dil jigar se guzri hai
Ek ladki idhar se guzri hai
Gore gore gaalon waali, kaale kaale baalon waali --- (2)
Baheki baheki chaalon waali, masti solaah saalon waali
Deewaana karke gayi
O rabba ho ho ho, o rabba ho ho ho ---- (2)
|