|
|
| [ More Alka Yagnik lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Alka Yagnik
Lyrics for Song: Tota Mirchi
Lyrics for Album: Suno Sasurjee
Director: Sanjeev Darshan
Lyricist: Sameer
Singers: Alka Yagnik, Sonu Nigam
Woh Laal Laal Teekhi Teekhi --- (3)
Ek Pal Mein Haay Chaba Gaya
Tota Mirchi Kha Gaya ---- (4)
Woh Laal Laal Teekhi Teekhi
Ek Pal Mein Haay Chaba Gaya
Tota Mirchi Kha Gaya ---- (4)
Main Deewana Tha Idhar, Woh Deewani Thi Udhar
Aate Jaate Raah Mein, Mil Gayi Dono Ki Nazar
Mujhe Hosh Nahin Haay Tauba,
Mera Dosh Nahin Haay Tauba
Sab Maan Gayi Haay Tauba
Dil Haar Gayi Haay Tauba
Kya Haal Hua Mera
Main Jaadugarni Thi Lekin -- (4)
Woh Jaadoo Mujhpar Chala Gaya
Tota Mirchi Kha Gaya -- (4)
Poocho Na Kya Baat Hai, Woh To Mere Saath Hai
Mere Haathon Mein Sada, Ab To Uska Haath Hai
Kya Khoob Lage Haay Tauba
Mehboob Lage Haay Tauba
Dekhi Jo Ada Haay Tauba
Ho Gaya Fida Haay Tauba
Main Pyaar Karoon Usko
Woh Jab Se Mere Hoton Se Lagi --- (4)
Mujhe Rang Usi Ka Bha Gaya
Tota Mirchi Kha Gaya --- (4)
Woh Laal Laal Teekhi Teekhi --- (4)
Ek Pal Mein Haay Chaba Gaya
Tota Mirchi Kha Gaya --- (4)
|
|
| Album Lyrics: Suno Sasurjee |
 Alka Yagnik
"Suno Sasurjee"
|
| | | |
|