\"Lyrics
SEARCH HERE:
BROWSE 409412 LYRICS BY ARTIST/BAND NAME:
#A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
SITE MENU
Last Updates
Request Lyrics
Submit / Correct
Popularity Charts
VISITORS
Login / Register
Your Thoughts
My Playlists
[ More Lata Mangeshkar lyrics ]
add to playlist     see a mistake?    comment

Artist/Band: Lata Mangeshkar
Lyrics for Song: Seene Mein
Lyrics for Album: Tarana



Director: Anil Biswas
Lyricist: Prem Dhawan
Singers: Lata Mangeshkar, Talat Mahmood


Seene Mein Sulagte Hain Armaan
Aankho Mein Udaasi Chhaayi Hai
Ye Aaj Teri Duniya Se Hamein
Taqdeer Kaha Le Aayi Hai
Seene Mein Sulagte Hain Armaan

Kuchh Aankh Mein Aansoo Baaki Hain
Jo Mere Gham Ke Saathi Hain - (2)
Ab Dil Hain Na Dil Ke Armaan Hain - (2)
Bas Main Hu Meri Tanhaai Hai
Seene Mein Sulagte Hain Armaan

Na Tujhse Gila Koyi Hamko
Na Koyi Shikaayat Duniya Se
Do Chaar Qadam Jab Manzil Thi - (2)
Qismat Ne Thhokar Khaayi Hai
Seene Mein Sulagte Hain Armaan

Kuchh Aisi Aag Lagi Man Mein
Jeene Bhi Na De Marne Bhi Na De ...
Chup Hu To Kaleja Jalta Hai - (2)
Bolu To Teri Ruswaayi Hai

Seene Mein Sulagte Hain Armaan


Album Lyrics: Tarana


Lata Mangeshkar
"Tarana"


1. Beimaan Tore Nainwa
2. Kya Khabar Thi
3. Nain Mile Nain Hue Bawre
4. Seene Mein