|
|
| [ More Alka Yagnik lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Alka Yagnik
Lyrics for Song: Na Shikva Hota
Lyrics for Album: Tehzeeb
Director: A.R.Rahman
Lyricist: Blaze
Singers: Alka Yagnik
Aap ko… mujhse… gila hota na… shikva hota…
Meri majboori ko…. gar aap ne… samjha hota…samjha hota…
Aap ko mujhse gila hota na shikva hota -- (2)
Meri majboori ko gar aap ne -- (2)
Samjha hota, samjha hota
Aap ko mujhse -- (2) gila hota na shikva hota
Dard ki yaad mein bhi dard hai, behtar ye tha --- (2)
Apne zakhmon ka hisaab hamne na rakha hota
Meri majboori ko gar aapne -- (2)
Samjha hota, samjha hota
Khwaab dekhe the jo hamne, woh sabhi sach hote -- (2)
Sochiye aisa gar hota toh kaisa hota
Meri majboori ko gar aap ne samjha hota, samjha hota
Aapko mujhse gila hota… na shikva hota
|
| |
|