Artist/Band:
Alka Yagnik
Lyrics for Song: Tarsaati Hai Tadpaati Hai
Lyrics for Album: Tera Mera Saath Rahen
Director: Anand Raj Anand
Lyricist: Sameer
Singers: Alka Yagnik, Udit Narayan
--MALE--
Tarsaati Hai, Tadpaati Hai
Deewana Sa Kar Jaati Hai
Ho, Yaadon Se Keh Do
Yaad Kyoon Aati Hai, Yaad Kyoon Aati Hai - (2)
--FEMALE--
Tarsaati Hai, Tadpaati Hai
Deewana Sa Kar Jaati Hai
Ho, Yaadon Se Keh Do
Yaad Kyoon Aati Hai, Yaad Kyoon Aati Hai - (2)
Beeta Sukh Bhi Dukh Lagta Hai
Jab Yaadein Aati Hai
Haan, Beeta Sukh Bhi Dukh Lagta Hai
Jab Yaadein Aati Hai
Bhooli Bisri Apni Saari
Baatein Dohraati Hai
--MALE--
Aaj Bhi Meri Saanson Ko
Teri Zulfein Mahekaati Hai
Lehraati Hai, Behlaati Hai
Deewana Sa Kar Jaati Hai
--FEMALE--
Ho, Yaadon Se Keh Do
Yaad Kyoon Aati Hai, Yaad Kyoon Aati Hai - (2)
Woh Galiyan, Woh Ghar, Woh Manzar
Yaadon Mein Aate Hain
Haan, Woh Galiyan, Woh Ghar, Woh Manzar
Yaadon Mein Aate Hain
Yeh Aansu, Yeh Dard-e-dil
Yaadon Ki Saugaatein Hain
--MALE--
Door Hai Tu Nazron Se
Par Mere Saamne Muskaati Hai
Sharmaati Hai, Ghabraati Hai
Deewana Sa Kar Jaati Hai
--FEMALE--
Haan, Yaadon Se Keh Do
Yaad Kyoon Aati Hai, Yaad Kyoon Aati Hai
--MALE--
Yaad Kyoon Aati Hai, Yaad Kyoon Aati Hai
--FEMALE--
Tarsaati Hai, Tadpaati Hai
Deewana Sa Kar Jaati Hai
--MALE--
Ho, Yaadon Se Keh Do
Yaad Kyoon Aati Hai
--FEMALE--
Yaad Kyoon Aati Hai
--MALE--
Yaad Kyoon Aati Hai
--FEMALE--
Yaad Kyoon Aati Hai....
|