|
|
| [ More Amit Kumar lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Amit Kumar
Lyrics for Song: Yeh Zameen Gaa Rahee Hai
Lyrics for Album: Teri Kasam
Director: R.D.Burman
Lyricist: Anand Bakshi
Singers: Amit Kumar
Ye Zameen Gaa Rahee Hain,
Aasamaan Gaa Rahaa Hain
Saath Mere Ye Saaraa,
Jahaan Gaa Rahaa Hai
Shaukh Kaliyon Ke Ghoonghat Sarakne Lage Hai
Mast Phoolon Ke Dil Bhee Dhadakne Lage Hai
Ye Bahaaron Kaa Dilkash Samaa Gaa Rahaa Hai
Jhoomkar Parbaton Pe Ghataa Chhaa Rahee Hai
Pyaar Kee Umar Shaayad Kareeb Aa Rahee Hai
Meraa Dil Pyaar Kee Ye Daastaan Gaa Rahaa Hai
Bhool Kar Raah Koee Haseen Aa Naa Jaaye
Is Jagah Koee Paradaanasheen Aa Naa Jaaye
Is Jagah Aaj ek Naujawaan Gaa Rahaa Hai.....
|
| |
|