|
|
| [ More Sadhna Sargam lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Sadhna Sargam
Lyrics for Song: Main Teri Mohabbat Mein
Lyrics for Album: Tridev
Director: Kalyanji Anandji
Lyricist: Anand Bakshi
Singers: Sadhna Sargam
Main teri mohabbat mein, paagal ho jaaunga
Mujhe aisa lagta hai, tujhe kaisa lagta hai
Ho o o.. main teri nigaahon se ghaayal ho jaaungi
Mujhe aisa lagta hai, tujhe kaisa lagta hai
Kuch din se main toota toota rahta hoon
Apne dil se rootha rootha rahta hoon
Kuch din se main khoyi khoyi rahti hoon
Kuch din se main toota toota rahta hoon
Jaagu bhi to soyi soyi rahti hoon
Deewani aaj nahi to kal ho jaaungi
Main teri nigaahon se ...
Ji chaahe teri aankhon mein kho jaaun
Aaj abhi is waqt main teri ho jaaun
Kab tak aakhir ham milne ko tarsenge
Kab saavan aayega kab baadal barsenge
Tu mast pavan ban jaa main baadal ban jaaunga
Main teri mohabbat mein ...
Tujh bin lab par koi naam nahi aata
Dil ko tadpe bina aaraam nahi aata
Donon taraf lagi hai aag baraabar ye
Rakh degi bas hamko raakh banaakar ye
Tu bhi jal jaayegi main bhi jal jaaunga
Main teri mohabbat mein ...
|
| |
|