|
[ More Anuradha Paudwal lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Anuradha Paudwal
Lyrics for Song: Tumhare siva
Lyrics for Album: Tum Bin
5652>Director: Nikhil-Vinay Lyricist: Ravi Pawar Singers: Anuradha Paudwal, Udit Narayan
Tumhare Siva kuch na chahat karenge
Ke jab tak jiyenge.... Mohabbat karenge
Mohabbat Mohabbat Mohabbat Mohabbat..
Tumhare Siva kuch na chahat karenge
Ke jab tak jiyenge... Mohabbat karenge
Tumhare Siva kuch na chahat karenge
Ke jab tak jiyenge... Mohabbat karenge
Nazar chaahti hai deedar karna
Yeh dil chahta hai Tumhe pyar karna
Tumhari wafa mein doobe rahe hum
Hai kya haal dil ka kaise kahe hum
Mahekne lagega Oh........ Mahekne lagega badan yeh tumhara
Hum Aankhon se aisi shararat karenge...
Tumhare Siva kuch na chahat karenge
Ke jab tak jiyenge.... Mohabbat karenge
Hume apne dil mein basaya hain tumne
Mohabbat ke khabil banaya hai tumne
Agar tum na milte to hum jee na paate
Kise apna kehte... Kahan dil lagate...
Saza Rab jo dega Oh....... Saza Rab jo dega woh manzoor humko
Ke hum ab tumhari Ibaadat karenge..
Tumhare Siva kuch na chahat karenge
Ke jabtak jiyenge... Mohabbat karenge..
5652> |
| |
|