|
[ More Chitra lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Chitra
Lyrics for Song: Tum Bin Kya Hai Jeena
Lyrics for Album: Tum Bin
3276>Director: Nikhil-Vinay Lyricist: Ravi Pawar Singers: Chitra
Tum Bin kya hai jeena kya hai jeena
Tum Bin kya hai jeena....
Tum Bin jiya jaye kaise... Kaise jiya jaaye tum bin..
Sadiyon si lambi hai raatein
Sadiyon se lambe hue din
Aaa jao laut kar tum Yeh dil keh raha hai......(2)
Phir shaame tanhaye jaagi
Phir yaad tum aa rahe ho..
Phir jaan nikalne lagi hai
Phir mujhko tadpa rahe ho.......(2)
Is dil mein yaadon ke mele hai
Tum bin bahot hum akele hai
Aaa jao laut kar tum.. yeh dil keh raha hai....(2)
Kya kya na sooncha tha maine
Kya kya na sapne sajaye
Kya kya na chaha tha dil ne
Kya kya na armaan jagaye......(2)
Is dil se toofan guzarte hai
Tum bin to jeete na marte hai
Aaa jao laut kar tum Yeh dil keh raha hai.....(2)
Tum Bin jiya jaye kaise.... Kaise jiya jaye tum bin
Sadiyon si lambi hai raatein
Sadiyon se lambe hue din....
Aaa jao laut kar tum Yeh dil keh raha hai.....(2)
3276> |
|
Album Lyrics: Tum Bin |
 Chitra
"Tum Bin"
|
| | | |
|