|
[ More S.Shailaja lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
S.Shailaja
Lyrics for Song: Meri Duniya Mein Aake
Lyrics for Album: Tum Bin
983>Director: Nikhil-Vinay Lyricist: Ravi Pawar Singers: S.Shailaja
Ishq ka dard hai.. Dard hai ishq ka.....(4)
Meri duniya mein aake mat jaa mat jaa kahin mat jaa....(3)
Kya maine paa liya hai.. kya maine kho diya hai..
Shayad yeh sonchkar hi dil aaj ro diya hai
Tu hi to tha mera apna kaisa phir yeh toota sapna
Tu jo milke kho jaayenga.. jeena mushkil ho jaayega
Meri duniya mein aake mat jaa mat jaa kahin mat jaa
Ishq ka dard hai.. Dard hai ishq ka..(6)
Yeh ishq ki hai raah mein jin pe chal raha hoon
Is aag mein najaane kab se mai jal raha hoon
Mai to hu tera deewana tune mujhko na pehchana
Dilbar mere aisa na kar.. Chahat mein tu ruswa na kar
Meri duniya mein aake mat jaa mat jaa kahin mat jaa..
Meri duniya mein aake mat jaa mat jaa mat jaa..
Meri duniya mein aake mat jaa mat jaa kahin mat jaa....(2)
Ishq ka dard hai... Dard hai ishq ka.....(6)
983> |
| |
|