|
|
| [ More Sunidhi Chauhan lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Sunidhi Chauhan
Lyrics for Song: Yeh Zamana Yeh Zamana
Lyrics for Album: Wajahh
Director: Anand Raj Anand
Lyricist: Praveen Bharadwaj
Singers: Sunidhi Chauhan
[Yeh Zamana, Yeh Zamana
Kya Karega Yeh Zamana]-- (2)
Yeh Meri Teer-e-nazar
Hai Badi Hi Jadugar
Tujhpe Tana Hai Nishaana
[Yeh Zamana, Yeh Zamana
Kya Karega Yeh Zamana]-- (2)
Tumko Paana Tumko Paana
Hai Humari Aarzoo
Kab Se Dilbar Kar Rahe The
Hum Tumhaari Justejoo
Ek Dafa Bas Ek Baar
Aa Jao Baahon Mein Yaar
Phir Humko Tum Aasmaana
[Yeh Zamana, Yeh Zamana
Kya Karega Yeh Zamana]-- (2)
Yeh Meri Teer-e-nazar
Hai Badi Hi Jadugar
Tujhpe Tana Hai Nishaana
Yeh Zamana, Yeh Zamana
Kya Karega Yeh Zamana
Chaand Taare Tod Laayein
Oh Sanam Tere Liye
Hum To Duniya Mein Hain Aaye
Eh Sanam Tere Liye
Aap Hain Mera Guru
Aap Se Mujhko Suru
Aap Se Dil Ka Afsana
[Yeh Zamana, Yeh Zamana
Kya Karega Yeh Zamana]-- (2)
Yeh Meri Teer-e-nazar
Hai Badi Hi Jadugar
Tujhpe Tana Hai Nishaana
[Yeh Zamana, Yeh Zamana
Kya Karega Yeh Zamana]-- (2)
|
| |
|