Artist/Band:
Aah Movie
Lyrics for Song: Choti Si Ye Zindgaani Re
Lyrics for Album: Other Songs - Aah Movie
27821>Song By MUKESH
(chhoTi si ye zindgaani re, chaar din ki javaani teri
haay re haay
Gham ki kahaani teri ) -2
( shaam huee ye desh beeraanaa
tujh ko apne balam ghar jaanaa, sajan ghar jaanaa ) -2
raah mein moorakh mat luT jaanaa, mat luT jaanaa
( chhoTi si ye zindgaani re, chaar din ki javaani teri
haay re haay
Gham ki kahaani teri ) -2
( baabul kaa ghar chhooTaa jaaye
akhiyan ghor andheraa chhaaye, jee dil ghabraaye ) -2
aaNkh se Tapke dil kaa Khazaanaa, dil kaa Khazaanaa
( chhoTi si ye zindgaani re, chaar din ki javaani teri
haay re haay
Gham ki kahaani teri ) -2
27821> |