|
[ More Jaan Tere Naam Movie lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Jaan Tere Naam Movie
Lyrics for Song: Rone Na Dijiyega
Lyrics for Album: Other Songs - Jaan Tere Naam Movie
13999>Song By KUMAR SANU
rone na deejiyega to gaaya na jaayega
aise to haal dil ka sunaaya na jaayega
hai pyaar kitna mere dil mein kaise tujhe main bataaun = 2
dil cheer ker ke ab apana kaise tujhe main dikhaaun
bin tere ji na sakunga bin tere mar na sakunga
teri judaai ka gam bhi rah rah ke tadapaayega
aise toh haal dil ka sunaya na jayega
rone na deejiyega to ...
milta hai mushkil se duniya mein muhabbat koi karane wala = 2
har koi raah-e-muhabbat mein hota nahi marne wala
sach kya hai jaan le tu mujhko pahachaan le tu
deewana dar pe tere hi bas aaj mar jaayega
aise toh haal dil ka sunaya na jayega..
rone na deejiyega to ...
13999> |
|
Album Lyrics: Other Songs - Jaan Tere Naam Movie |
 Jaan Tere Naam Movie
"Other Songs - Jaan Tere Naam Movie"
|
| | | |
|