|
[ More Asha Rafi lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Asha Rafi
Lyrics for Song: Zara Si Aur Pila Do
Lyrics for Album: Other Songs - Asha Rafi
11762>ra : ( zara si aur pila do bhang
main aaya dekh ke aisa rang
ke dil mera dola
o jai bam-bhola ) -2
a : meri to akal hui hai dang
ye kaisa badala tera dhang
ke tu tha bhola
ra : o jai bam-bhola
mujhe samajh na tu bairaagi
maine aaj tapasya tyaagi
oon hoon oon hoon
a : e he e he
ra : mujhe samajh na tu bairaagi
maine aaj tapasya tyaagi
tere roop ka jhataka kha ke
meri soi jawaani jaagi -2
a : ja hat ja pare malang
kare kyon beech sabhi ke tang
ke tu tha bhola
ra : o jai bam-bhola
ra : zara si aur pila do bhang
main aaya dekh ke aisa rang
ke dil mera dola
o jai bam-bhola
ra : mere dil se nikale haay
gori kyon nakhare dikhalaaye
en hoon en hoon
a : e he e he
ra : en hoon en hoon
a : ja ja
ra : mere dil se nikale haay
gori kyon nakhare dikhalaaye
zara hans ke gale se lag ja
tujhe kwaara pyaar bulaaye -2
a : tere tan par chad gaya zang
yoon hi ab kyon chhadakaaye ang
ke tu tha bhola
ra : o jai bam-bhola
ra : zara si aur pila do bhang
main aaya dekh ke aisa rang
ke dil mera dola
o jai bam-bhola
11762> |
|
Album Lyrics: Other Songs - Asha Rafi |
 Asha Rafi
"Other Songs - Asha Rafi"
|
| | | |
|