lyrics Shankar mahadevan - Shambhu sutaya - Lyrics besedilo pesmi
\"Lyrics
SEARCH HERE:
BROWSE 409412 LYRICS BY ARTIST/BAND NAME:
#A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
SITE MENU
Last Updates
Request Lyrics
Submit / Correct
Popularity Charts
VISITORS
Login / Register
Your Thoughts
My Playlists
[ More Shankar mahadevan lyrics ]
add to playlist     see a mistake?    comment

Artist/Band: Shankar mahadevan
Lyrics for Song: Shambhu sutaya
Lyrics for Album: ABCD – Any Body Can Dance



Director: Sachin-Jigar
Lyricist: Mayur Puri
Singers: Shankar mahadevan, Vishal Dadlani


Riddhi, siddhi, vriddhi hoti, haan tere hi aane se
Aur sundar ye shristi hoti, haan tere hi aane se
Morya…. morya…

Mann ke andhere kone mein jo daanav chhupa hai, moreya!
Uspe hi jay ho to digvijay ho teri tarah morya
Ganpati bappa morya
Pudhchya varshi lavkar ya

Ho… laakh koi de hunkaare laakh koi dhamka le
Ho… hum teri raahon pe chalte hum nahi rukne waale

Mera deva devon ka devta, maaza deva devon ka devta
Per rukne naa, sar ye jhukne naa dega
Morya re morya, ganpati bappa morya
Shambhu sutaya, shambhu sutaya, lambodaraye morya
Manya re bappa morya, ganpati bappa morya
Deva… ho… ho…

Sajjan ki aas durjan ka naash tu kaisa bindaas hai raja
(tu kaisa bindaas hai raja)
Teri ho pooja, phir koi dooja tu sabka vishwas hai raja
(tu sabka vishwas hai raja)
Yun sabhi devon ke aage ye sar jhuka hai morya
Par apna hai tu ghar pe humaare aaya hai morya
Morya re morya, ganpati bappa morya
Shambhu sutaya, shambhu sutaya, lambodaraya morya
Manya re bappa morya, ganpati bappa morya

Gan gan ganapati gajmukh mangal
Ghit ghire ghit ghire ghit ghire thoon thoon
Tat tat thayee tha jai jagvandan vakra, tund daani daata
[Vighan haran shubh karan DhaGiNa Dha] (2)
Dhoom kite dhoom kite
[DhaDhang DhaDhang DhaGiNa Dha] (2)


[Morya re morya
Ganpati bappa morya] (2)
Shambhu sutaya, shambhu sutaya, lambodaraya morya
Manya re bappa morya, ganpati bappa morya
Devaa… ho… ho…

Hey… jal mein, thal mein shristi sakal mein
Van mein, rann mein, kan kan mein
Taru mein, tran mein, gaj mein, gana mein
Morya hai har mann mein
Hey rang ki dhaare, ras fuhaarein
Chhal chhal chhalke sarjan mein
Tej hai, bal hai, shakti prabal hai
Morya ke darshan mein re bappa
Morya ke darshan mein re deva
Morya ke darshan mein hey…
Morya ke darshan mein… jo!



Album Lyrics: ABCD – Any Body Can Dance


Shankar mahadevan
"ABCD – Any Body Can Dance"


1. Shambhu sutaya
VIDEO
KEEP VISIBLE