Khwajaji… Khwaja
Khwajaji… Khwajaji… Khwajaji…
[Ya gharib nawaz…] (3)
[Ya moinuddin…] (3)
[Ya khwajaji…] (5)
[Khwaja mere khwaja, dil mein sama ja
Shaho ka shah tu, ali ka dulara] (2)
[Khwaja mere khwaja, dil mein sama ja] (2)
[Beqaso ki taqdeer, tune hai sawari (tune hai sawari)] (2)
Khwaja mere khwaja… aa…
Tere darbaar mein khwaja, door toh hai dekha, aa…
Tere darbaar mein khwaja, sar jhuka te hai auliya
Tu hai unalwali khwaja, rutba hai pyara
Chahne se tujhko khwaja ji mustafa ko paya
Khwaja mere khwaja (khwaja khwaja)
Dil mein sama ja (sama ja sama ja)
Shaho ka shah tu (shah tu shah tu), ali ka dulara
Hmmm…
[Mere peer ka sadka] (2) aa…
Hai mere peer ka sadka, tera daaman hai thama
Khawajaji…
Tali har bala hamari, chaya hai khumar tera
Jitna bhi rashk kare beshhak toh kam hai ae mere khwaja
Tere kadmo ko mere rehnuma nahi chhodna gawara
[Khwaja mere khwaja (khwaja khwaja)
Dil mein sama ja (sama ja sama ja)
Shaho ka shah tu, ali ka dulara] (2)
Khwaja mere khwaja… (khwaja mere khwaja)
Dil mein sama ja… aa…
Khwaja mere khwaja… (khwaja mere khwaja)
Dil mein sama ja (dil mein sama ja)
[Beqaso ki taqdeer, tune hai sawari (tune hai sawari)] (2)
Khwaja mere khwaja… (khwaja ji…)
Dil mein sama ja… (khwaja ji…)
Shaho ka shah tu… (khwaja ji…)
Ali ka dulara… (khwaja ji…)
Khwaja ji… khwaja ji… (Repeats)