|
|
| [ More Farhan Akhtar lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Farhan Akhtar
Lyrics for Song: Rock On
Lyrics for Album: Rock On!!
Director: Shankar-Ehsaan-Loy
Lyricist: Javed Akhtar
Singers: Farhan Akhtar
[Dil kya kehta hai mera kya main bataoonTum ye samjhoge shayad main pagal hoon] (2)Dil karta hai TV tower pe main chadd jaoonChilla chilla ke main ye sabse kehdoon
Rock on… hai ye waqt ka ishaara Rock on… har lamha pukaaraRock on… yuhin dekhta hai kya tuRock on… zindagi millegi na dobaara…
Dil karta hai sadkon par zor se gaoonSab apne apne ghar ki khidki kholenPhir main aise josheelay geet sunaoonMere geeton ko sunke sab ye bolen
Rock on… hai ye waqt ka ishaara Rock on… har lamha pukaaraRock on… yuhin dekhta hai kya tuRock on… zindagi millegi na dobaara…
Jaise jeene ko dil chahe jee waise tuMeri to hai bas ye raaye ki Apne jitne bhi armaan hain poore karle tu
[Rock on… hai ye waqt ka ishaara Rock on… har lamha pukaaraRock on… yuhin dekhta hai kya tuRock on… zindagi millegi na dobaara…] (2)
|
| |
|