Artist/Band:
Javed Ali
Lyrics for Song: Kun Faaya Kun
Lyrics for Album: Rockstar
14452>Director: A.R.Rahman
Lyricist: Irshad Kamil
Singers: Javed Ali, A. R. Rahman, Mohit Chauhan
Ya nizamuddin auliya
Ya nizamuddin sarkaar
Kadam badha le
Haddon ko mita le
Aaja khaalipan mein pee ka ghar tera
[Tere bin khaali aaja khaalipan mein] (2)
Rangreza, rangreza, rangreza, ho rangreza
[Kun faaya kun kun faaya kun faaya kun faaya kun faaya kun faaya kun] (2)
[Jab kahin pe kuch nahin bhi nahin tha
Wahi tha wahi tha wahi tha wahi tha] (2)
[Woh jo mujh mein samaaya, woh jo tujh mein samaaya maula wahin wahi maaya] (2)
Kun faaya kun kun faaya kun
Sadaq-allah-ul-ali-ul-azeem
[Rangreza rang mera tann mera mann
Le le rangaai chahe tann chahe mann] (2)
[Sajra savera mere tan barse
Kajra andhera teri jaan ki lau] (2)
Kathra mila jo tere dar barse
O maula, maula
Kun faaya kun kun faaya kun kun faaya kun faaya kun
[Kun faaya kun kun faaya kun faaya kun faaya kun faaya kun faaya kun] (2)
[Jab kahin pe kuch nahin bhi nahin tha
Wahi tha wahi tha wahi tha wahi tha] (2)
Kun faaya kun kun faaya kun
Sadaq-allah-ul-ali-ul-azeem
Sadaqa-rosooluh-ul-nabi-ul-kareem
[Salallah hu alayhi wasallam] (2)
Ho mujhpe karam sarkar tera
Araj tujhe kar de mujhe
Mujhse hi riha
Ab mujhko bhi ho deedar mera
Kar de mujhe mujhse hi riha, mujhse hi riha
Mann ke mere yeh bharam
Kachche mere yeh karam
Leke chale hain kahaan
Main toh jaanu hi na
Tu hai mujh mein samaaya kahaan leke mujhe aaya
Main hoon tujh mein samaaya tere peeche chala aaya
Tera hi main ik saaya tune mujhko banaya
Main toh jag ko naa bhaaya
Tune gale se lagaya haan phir tu hi hai khudaya
Sacch tu hi hai khudaya aa...
[Kun faaya kun kun faaya kun faaya kun faaya kun faaya kun faaya kun] (2)
[Jab kahin pe kuch nahin bhi nahin tha
Wahi tha wahi tha wahi tha wahi tha] (2)
Kun faaya kun kun faaya kun
Sadaq-allah-ul-ali-ul-azeem
Sadaqa-rosooluh-ul-nabi-ul-kareem
[Salallah hu alayhi wasallam] (2)
14452>