Artist/Band:
Ajay
Lyrics for Song: Saathiya
Lyrics for Album: Singham
13712>Director: Ajay-Atul
Lyricist: Swanand Kirkire
Singers: Ajay, Shreya Ghoshal
Saathiya… Saathiya…
Pagle se dil ne ye kya kiya
Chun liya… chun liya…
tujhko deva maine chun liya
Dil toh uda uda re aasman me badalon ke sang
Ye tto machal machal ke ga raha hai sadali si dhun
[Badmash dil toh thag hai bada
Badmash dil ye tujh se juda
Badmash dil meri sune na zidd pe ada] (2)
Oo…
Achhi lage dil ko mere har teri baat re
Saaya ban ke chalun tera, itna hai khwab re
Kaandhe pe sar rakh ke tere kat jaaye raat re
Beetenge din thaame tere haathon me haath re
Ye kya hua mujhe, mera ye dil phisal phisal gaya
Ye kya hua mujhe, mera ye jahaan badal badal gaya
[Badmash dil toh thag hai bada
Badmash dil ye tujh se juda
Badmash dil meri sune na zidd pe ada] (2)
Badmash dil tto thag hai bada
Badmash dil ye tujh se juda
Badmash dil meri sune na zidd pe ada
Oo…
Neendein nahin Chaina nahin Badloon main karvate
Taare ginu ya main ginu Chaadar ki salwatein
Yaadon mein tu Khwaabon mein tu Teri hi chahatein
Jaaun jidhar Dhoonda karun Teri hi aahatein
Yeh jo hai dil mera Yeh dil suno na Keh raha yahi
Wo bhi kya zindagi Hai zindagi ki Jis mein tu nahi
[Badmash dil toh thag hai bada
Badmash dil ye tujh se juda
Badmash dil meri sune na zidd pe ada] (2)
Saathiya… Saathiya…
Pagle se dil ne ye kya kiya
Chun liya… chun liya…
tujhko deva maine chun liya
Dil toh uda uda re aasman me badalon ke sang
Ye tto machal machal ke ga raha hai sadali si dhun
[Badmash dil toh thag hai bada
Badmash dil ye tujh se juda
Badmash dil meri sune na zidd pe ada] (2)
13712>