|
|
| [ More Javed Ali lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Javed Ali
Lyrics for Song: Tu Hi Haqeeqat
Lyrics for Album: Tum Mile
Director: Pritam
Lyricist: Sayeed Qadri
Singers: Javed Ali
Tu hi haqeeqat khwab tuDariya tu hi pyaas tuTu hi dil ki bekaraari tu sukun tu sukunJaaun main ab jab jis jagahPaaun main tujh ko us jagahSaath ho ke naha tu hai rubaru rubaru[Tu humsafar tu humkadam tu humgawah mera] (2)
Aa tujhe in baahon mein bar ke aur bhi kar lu main kareebTu judaah ho to lage hai aata jaata har pal ajeebIss jahan main hai har aur no hoga mujh sa koi bhi khushnaseeb
Tune ne mujh ko dil diya hai, main hoon tere sab se kareebMain hi to tere dil main hoon, main hi to saanson main basunTere dil ki dhadkano mein main hi hoon, main hi hoon[Tu humsafar tu humkadam tu humgawah mera] (2)
O… kab bala ab ye waqt guzare kuch pataa chalta hi nahiJab se mujhko tu mila hai, hosh kuch bhi apna nahiUff ye teri palkein gani si, chahon inki hai dilnasheenAb kise darr dhoop ka hai, kyunki hai yeh ab mujhpe bicheTere bina na saans lu, tere bina na main jiyunTere bina na na ek pal bhi reh sakun, reh sakunTu hi haqeeqat khwab tu, dariya tu hi pyaas tuTu hi dil ki bekaraari tu sakun tu sakun[Tu humsafar tu humkadam tu humgawah mera] (4)
|
| |
|