Mere Geeton Mein

Amit Kumar · Teri Kasam

Director: R.D.Burman
Lyricist: Anand Bakshi
Singers: Amit Kumar


Mere Geeton Mein Meree Kahaniyaan Hain
Kaliyon Kaa Bachapan Hai,
Phoolon Kee Jawaaniyaan Hain

Rut Pe Bahaar Hai, Dil Bekaraar Hai,
Kuchh Intezaar Saa Hain
Kehte Hain Saare, Ho Naa Ho Pyaare,
Ye Haal Pyaar Kaa Hain
Ye Mohabbat Kee Pehlee Nishaaniyaan Hain

Aye Dil Diwaane, Duniyaan Kyaa Jaane,
Kyo Geet Gaataa Hoo Main
Geeton Ke Bahaane, Dil Ke Fasaane,
Usko Sunaataa Hoo Main
Jiskee Mujh Pe Badee Meharabaaniyaan Hain

Dilkash Kamaal See, Naazook Khayaal See,
Daalee Gulaab Kee Hain
Ladki Hain Lekeen Lagtaa Hain Wo Ek Botal Sharaab Kee Hain
Uskee Aakhiyaan Badee Masataaniyaan Hain....