|
|
| [ More Alisha Chinoy lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Alisha Chinoy
Lyrics for Song: Dil Ko Hazaar Baar Roka
Lyrics for Album: Murder
Director: Anu Malik
Lyricist: Sayeed quadri
Singers: Alisha Chinoy
Haan a ha ha ha ha, haan a ha ha ha ha
Haan aa ha, haan aa ha, aa aa aa aa
[Dil ko hazaar baar roka roka roka
Dil ko hazaar baar toka toka toka
Dil hai hawaaon ka jhonka jhonka jhonka
Dil ko bachaana, dhoka na khaana
Dhoka hai pyaar yaar pyaar hai dhoka] - (2)
Dil ko hazaar baar roka roka roka
Haan a ha ha ha ha, haan a ha ha ha ha
Haan aa ha, haan aa ha, aa aa aa aa
Dhoondega koi bahaana, dhoondega koi nishaana
Haan dhoondega koi bahaana, dhoondega koi nishaana
Dil ka baazaar hai yahan to dil ko dilon se bachaana
Dil ko hazaar baar roka roka roka
Dil ko hazaar baar toka toka toka
Dil hai hawaaon ka jhonka jhonka jhonka
Dil ko bachaana, dhoka na khaana
Dhoka hai pyaar yaar pyaar hai dhoka
Dil ko hazaar baar roka roka roka
Bachna is aashiq se bachna, kaanton ki dosti se bachna
Haan bachna is aashiq se bachna, kaanton ki dosti se bachna
Aankhon mein bhar le andhera, tum aisi roshni se bachna
Dil ko hazaar baar roka roka roka
Dil ko hazaar baar toka toka toka
Dil hai hawaaon ka jhonka jhonka jhonka
Dil ko bachaana, dhoka na khaana
Dhoka hai pyaar yaar pyaar hai dhoka
Dil ko hazaar baar roka roka roka
Dil ko hazaar baar toka toka toka
Haan a ha ha ha ha, haan a ha ha ha ha
Haan aa ha, haan aa ha, aa aa aa aa
Dil ko hazaar baar roka roka roka
|
About Dil Ko Hazaar Baar Roka
Alisha Chinoy's "Dil Ko Hazaar Baar Roka" stands as a defining track from her 2011 album *Murder*, showcasing her signature ability to blend Hindi pop with emotional depth. The song exemplifies her career-defining style, characterized by melodic hooks and lyrics that explore themes of restraint and longing within romantic narratives. Released during the peak of her prominence in Bollywood soundtracks, the recording reflects the era's shift toward more polished, emotive pop productions. Chinoy's vocal delivery in this track highlights her versatility, moving beyond typical pop structures to create a memorable auditory experience that resonated with audiences across the subcontinent. It remains a staple in her discography, illustrating her consistent contribution to the genre's evolution while maintaining commercial appeal. |
|
| |
|