Dil Ne Yeh Kaha

Alka Yagnik · Dhadkan

Director: Nadeem-Shravan
Lyricist: Sameer
Singers: Alka Yagnik,Kumar Sanu


Dil ne yeh kaha hai dil se.......
Mohabbat ho gayi hai tumse
Aaaa........aa.........hmm.....hmm...........
Dil ne yeh kaha hai dil se..........(2)
Mohabbat ho gayi hai tumse.........(2)
Meri jaan mere dilbar...mera aitebaar karlo
Jitna bekharaar hoon mai..,khud ko bekharaar karlo
Meri dhadkanon ko samjho,tum bhi mujhse pyar karlo
La la la la la la...........la la la la..........

Dil ne yeh kaha hai dil se
Aa aa aaaaa......
Mohabbat ho gayi hai tumse
Aaa aa aaaa...........
Meri jaan mere dilbar......aaaaaaa.........
Mera aitebar karlo........aaaaaaaaa..............
Jitna bekharaar hoon mai..........aaaaaaaaaaaa.......
Khud ko bekharaar karlo........aaaaaaa..............
Meri dhadkanon ko samjho....
Tum bhi mujhse pyar karlo......
Aa aa aaa....ha aaaaaaaaaa..........
Dil ne yeh kaha hai dil se
Mohabbat ho gayi hai tumse........
Tum jo kehdo to chand taaron ko tod laaunga mai
In hawaaon ko in ghatao ko mod laaunga mai
Aaaa aa aaaaaaa aaaa............
Ho......Tum jo kehdo to chand taaron ko tod laaunga mai
In hawaaon ko in ghataon ko mod laaunga mai
Kaisa manzar hai meri aankhon mein kaisa ehsaas hai
Paas dariya hai door sehra hai phir bhi kyun pyaas hai
Khadmon mein jahan yeh rakhdu..,
Mujhse aankhen chaar karlo
Jitna bekharaar hoon mai,khud ko bekharaar karlo
Meri dhadkanon ko samjho tum bhi mujhse pyar karlo.......
Aaa  aaa........aaa...........
Dil ne yeh kaha hai dil se
Mohabbbat ho gayi hai tumse.
Hey hey hey hey..aa ha ha....hey hey.....aa ha ha.........
Aaa .........aaaa................aaa..........
Meri yadon mein mere khwabon mein roz aate ho tum
Is tarah bhala meri jaan mujhe kyun satate ho tum
Aaaa............aaaa.........aaa.a......aaaa..
Ho......meri yadon mein meri khwabon mein roz aate ho tum
Is tarah bhala meri jaan mujhe kyun satate ho tum

Teri bahon se teri raahon se yun na jaaonga mai
Yeh iraada hai mera wada hai laut aaunga mai
Duniya se tujhe churalu..,thoda intezar karlo
Jitna bekharaar hoon mai khud ko bekharaar karlo
Meri dhadkanon ko samjho
Tum bhi mujhse pyar karlo..........(3)

Kaise aankhen chaar karlu....Kaise aitebaar karlu
Apni dhadkanon ko kaise..itna bekharaar karlu
Kaise tujhko dil mai dedu..,kaise tujhse pyar karlu
Dil ne yeh kaha hai dil se..............(2)
Mohabbat ho gayi hai tumse............(2)
Meri jaan mere dilbar..,mera aitebar karlo
Jitna bekharaar hoon mai..khud ko bekhraar karlo
Meri dhadkanon ko samjho...
Tum bhi mujhse pyar karlo.....
Aaaaaa................aaaaaaaaaaa.........aaaaaaaaa.......
Tum bhi mujhse pyar karlo.........(5)


Dil Ne Yeh Kaha

Alka Yagnik delivers a soulful rendition of 'Dil Ne Yeh Kaha' on the 1997 film Dhadkan, marking a significant moment in her career. The track exemplifies the romantic ballad style prevalent in Bollywood cinema of the late 1990s, blending traditional Indian instrumentation with contemporary orchestration. Yagnik's emotive vocal performance anchors the song, capturing the nuances of longing and heartbreak that define the narrative of the film. Released as part of the Dhadkan soundtrack, the recording stands as a testament to her versatility and ability to convey deep emotion through her voice, cementing her status as a leading figure in Hindi music during this era.