Afsana Bana Ke Bhool Na Jaana
Himesh Reshammiya · Dil Diya Hai
Lyricist: Sameer
Singers: Himesh Reshammiya
[Afsana banake bhul na jaana
Deewana banake durr na jaana]-- (2)
Ishq mera ishq deewana - (2)
[Afsana banake bhul na jaana
Deewana banake durr na jaana]-- (2)
Tanha na chhodna kasmein na todna - (2)
Ishq mera ishq deewana
Afsana banake bhul na jaana
Deewana banake durr na jaana
Yeh kya huaan hai kaisa nasha hai
Chhayi hai dil pe kyon bekhudi
Tumse hai kehna vaada hai lena
Dhoka na dena humko kabhi
Aawara har dhadkan hai bechain mera dil hai
Betaabi ka yah aalam samjhana mushkil hai
Yeh rishta jodna tanha na chhodna
Ishq mera ishq deewana
[Afsana banake bhul na jaana
Deewana banake durr na jaana]-- (2)
Zehar zehar hai kehar kehar hai
Teri chaahaton ka hai yeh asar
Kyon bheed mein bhi tanhaaiya hai
Bechainiya hai aye hamsafar
Madhoshi ke lamhe hai
Saanson mein toofan hai
Lutt jaane ka chahat mein ab mera armaan hai
Raahen na modna kasmein na todna
Ishq mera ishq deewana
[Afsana banake bhul na jaana
Deewana banake durr na jaana]- (2)
Afsana Bana Ke Bhool Na Jaana
This track by Himesh Reshammiya from the 2004 film Dil Diya Hai exemplifies the high-energy, romantic pop sound that defined his career during the mid-2000s. The song features Reshammiya's signature vocal style, characterized by its powerful delivery and emotive range, set against an upbeat tempo that became a staple of Bollywood romantic ballads of the era. As a key component of the film's soundtrack, the recording contributed to the movie's commercial success and reinforced Reshammiya's status as a leading playback singer known for blending traditional melodies with contemporary production. The composition reflects the broader trend of Hindi cinema music favoring catchy, danceable arrangements paired with heartfelt lyrics about enduring love and memory.
