Ishq Hasata Hai
Anuradha Paudwal · Muskaan
Lyricist: Sameer
Singers: Anuradha Paudwal, Sonu Nigam
Ishq hansaata hai, ishq rulaata hai
Ishq deewaana yahan sab ko banaata hai
Kisi ki yaad rehti hai, kisi ka khayaal hota hai
Ishq mein aksar logon ko bura haal hota hai
Yeh ishq ishq hai ishq, yeh ishq ishq hai ishq -- (2)
Ishq hansaata hai, ishq rulaata hai --- (2)
Ishq deewaana yahan sab ko banaata hai
Ishq bina kahin chain na aata hai --- (2)
[Dil rokeya bada ve, tokeya bada ve
Ishq ne dil ki na maani, na maani] --- (2)
Ishq hansaata hai, ishq rulaata hai
Ishq deewaana yahan sab ko banaata hai
Ishq bina kahin chain na aata hai --- (2)
[Dil rokeya bada ve, tokeya bada ve
Ishq ne dil ki na maani, na maani] ---- (2)
[Koi humko sirf yeh bata de
Tanhaai kyoon mile ishq mein] -- (2)
Ek chot si lagi dil pe, poochho na kya hua
Aankhon mein hai chhupe aansu, honton pe hai bas dua
[Dil rokeya bada ve, tokeya bada ve
Ishq ne dil ki na maani, na maani] --- (2)
Har pal rehti badi beqaraari
Koi kaise jeeye yaar bin
Ho, har pal rehti badi beqaraari
Koi kaise jeeye yaar bin
Anjaane mein deewaanon se hoti hai yeh khata
Manzil milegi kab kaise kisko yahan hai pata
[Dil rokeya bada ve, tokeya bada ve
Ishq ne dil ki na maani, na maani] --- (2)
Ishq hansaata hai, ishq rulaata hai
Ishq deewaana yahan sab ko banaata hai
Ishq bina kahin chain na aata hai -- (2)
[Dil rokeya bada ve, tokeya bada ve
Ishq ne dil ki na maani, na maani] --- (2)
Jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke
O jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke
Tumne aisi baat kahi dil mera kho gaya
Jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke
Tumne aisi baat kahi dil mera kho gaya -- (2)
Na jaane kab pyaar ho gaya, sanam ikraar ho gaya --- (2)
[Ishq hansaata hai, ishq rulaata hai
Ishq deewaana yahan sab ko banaata hai] --- (2)
About Ishq Hasata Hai
Anuradha Paudwal delivers a vibrant performance of "Ishq Hasata Hai" on the 1986 album Muskaan, showcasing her signature blend of romantic pop and Bollywood flair. As a prominent playback singer known for her emotive delivery, Paudwal brings a lively energy to this track, which serves as a quintessential example of the era's upbeat love songs. The recording captures the musical style of the mid-1980s, characterized by its catchy melodies and themes of passionate affection that resonated widely with audiences. This song stands alongside her other notable works, such as "Kehta Hai Pal Pal Tumse" and "Tumhare siva," demonstrating her consistent ability to craft memorable musical moments that defined the romantic soundtrack of her time. The track remains a cherished piece of music history, reflecting the enduring appeal of Paudwal's vocal talent and the cultural impact of the Muskaan album.
