Ek Baar Jaana

Kirti Sagatia · Yun Hota Toh Kya Hota

Director: Viju Shah
Lyricist: Sameer
Singers: Kirti Sagatia


Ek baar jana - (3) america janaab -- (2)
Kaam bhi milega wahaan
Daam bhi milega wahaan
Naam bhi milega wahaan
Poore ho jaayenge sab aapke khwaab
Ek baar jana - (3) america janaab
Kaam bhi milega wahaan
Daam bhi milega wahaan
Naam bhi milega wahaan
Poore ho jaayenge sab aapke khwaab
Ek baar jana - (3) america janaab

Chaaro taraf bikhre hai
Durr saar hamse
Dard se paraya aadmi
Na wahaan kahi koi kami hai
Kya zameen kya aasmaan
Sabse haseen hai woh jahaan
Kaam bhi milega wahaan
Daam bhi milega wahaan
Naam bhi milega wahaan
Poore ho jaayenge sab aapke khwaab
Ek baar jana - (3) america janaab

Arey jo gaya wahi ka ho gaya
Usmein hai kashish badi ghazab ki
Uski roshani mein kho gaya
Uski aarzoo hai kuchh ajab si
Ek baar jo jaaunga main
Waapas na aaunga main
Kaam bhi milega wahaan
Daam bhi milega wahaan
Naam bhi milega wahaan
Poore ho jaayenge sab aapke khwaab
Ek baar jana - (3) america janaab

Husn ki bahaar milegi
Gori gori hongi goriyaan
Ishq ki kali bhi khilegi
Baandh lena dil ki doriyaan
Chaahoge jo paaoge woh
Kehna mera maan lo
Kaam bhi milega wahaan
Daam bhi milega wahaan
Naam bhi milega wahaan
Poore ho jaayenge sab aapke khwaab
Ek baar jana - (3) america janaab -- (2)


Ek Baar Jaana

Kirti Sagatia's 'Ek Baar Jaana' stands as a poignant song in her discography, capturing the raw emotion of longing and regret. Released on the album 'Yun Hota Toh Kya Hota', the track exemplifies her signature style, blending traditional Indian instrumentation with contemporary pop sensibilities to create a timeless narrative. The song's composition reflects her deep connection to the genre, offering listeners an intimate glimpse into the complexities of unfulfilled promises and the passage of time. As a key component of her broader body of work, 'Ek Baar Jaana' demonstrates Sagatia's ability to craft melodies that resonate deeply with audiences, establishing her as a significant voice in modern Indian music.